Bedardi Balma Tujhko - Arzoo - Karaoke with Lyrics

Bedardi Balma Tujhko
Hindi Song: Bedardi Balma Tujhko
Movie or Album: Aarzoo (1965)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music Director(s): Shankar - Jaikishan









Karaoke Download








Lyrics:
bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai
barasta hai jo aankho se woh sawan yad karta hai


kabhi ham sath gujare jin sajili rehgujaro se
fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se
yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai


koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai
guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai
kabhi chuma tha jo tune woh daaman yad karta hai


woh hi hain jhil ke mandar woh hi kirno ki barsate
jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate
tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai

No comments:

Post a Comment